Blog post ko google ke top page par kaise rank karaye - 2020?

Blog post ko google ke top page par kaise rank karaye:

Blog post ko google ke top page par kaise rank karaye
Post ko google ke top page par kaise rank karaye

Hallo, dosto is  post  me aapka  swagat  hai. agar aapka koi  blog hai  aur usme  article, post  likhte hai to  aapke  dimag me  ye baat  jaroor  aati hogi ki apne  blog post ko  google  ke top  page par kaise  rank karaya jaye  kyonki aajkal  blogging me competition  inta badh  gaya hai ki  blog  ki post ko  google  ke top  page  to door ki  baat hai second  page  par bhi  rank karwana  muskil  ho jata  hai. isiliye  jabtak aapka  post google  ke top page  par rank  nahi karta  tabtak  aapke blog post  par traffic  bahut  kam aata  hai jisse  aapki  earning  bahut kam  ho pati  hai.

Lekin is  post ko  poora  padhne  ke baad  aur hamare  bataye jaane  wale  tariko ko  follow karke  aap bhi  apne blog  post  ko  google  ke top  page par  rank  karwa  payenge. kyonki  is post  mai  aapko kuchh  tips bataunga  jo blog post ko  google  ya kisi  bhi search  engine  me top  page rank  karwane  me kaafi  madad karega to  chaliye  vistaar roop  se samajhte hai.

Blog post ko google ke top page par kaise rank karaye:


kisi  bhi blog  post ko  google  ya kisi  anya  search  engine  me top  page par  rank  karwane ke  liye sabse  pahle aapko  keyword  research  karna  hota hai. ek aisa  keyword jiska  monthly  search jyada  ho aur  competition  low yani  ki us keyword  par kam  log work  kiye ho. internet par  aise bahut  se paid  aur free  tools  mil jayenge  jo aapko keyword  research karne  ka service provide  karati  hai. jise  use kar  sakte hai  aur ek low  competition ka  keyword  research karke  usper  SEO friendly article likhna  start kar  sakte  hai.

SEO friendly article likhne ka tarika:


SEO friendly  article  likhne ke  liye sabse  pahle title me  apna keyword  dalkar fir  us keyword par  lagbhag  1500 se 2000 words ki  ek lambi  post  likhe jo  ki yunik post  hona chaliye  kisi bhi  article se copy  nahi karna  hai aur apne  post me  ek copyright  free image  jaroor use kare  uske baad  URL me  apna  main keyword  dalkar usi  se related  apna lebel  select kar lena hai. aur  search description me  apne article  se related  main keyword  ko use karte  huye kuchh  words  likhna hai uske  baad article  ko publish kar  dena hai.

SEO friendly template use kare:


Blog post ko google ke top page par rank    karane me  aapka template  bhi bahut jyada mayine  rakhti hai.  isliye aap  apne blog me  SEO friendly template, theme  ko use  kare jo ki responsive  theme hona  chahiye  aur apne theme ko  achchhe se  customize  kare jaise  ki menu  color,  category, footer  credit har  tarah se customize  kare.

Blog post ki loading speed fast rakhe:


blog  posts ko  google ke  top page  par rank karwane  ke liye  blog post  ki loading  speed fast hona bahut  jaroori  hota hai.  kyonki  google wahi  article top  page par  dikhata  hai jiska loading fast  hota hai  ye blog  post ko  top page par rank  karwane  me bahut  jyada  mayine rakhti hai  isliye  apne blog  post  ki loading speed  fast rakhe. speed loading  ki jyada  jankari ke  liye click kare. Click kare

Blog post ki jyada se jyada backlink banaye:


Ek blog post ko google ke top page par rank  karwane  me backlink  sabse jyada  madad karta hai. kyonki  backlink  ek aisa  jariya hai jo  bahut jaldi  aapke blog  post ko  google ke  top page  par rank karwa  sakti hai  isliye agal  alag hayi authority  website  se apne  blog  post ka  backlink banaye  jitna  jyada backlink  banate hai aur  waha  se visit karke  aapke  blog post  par  traffic  aata hai  to automatically  aapka post google  ke top  page par  rank kar jayega.


To dosto ye the kuchh tarike jinhe agar aap follow karenge to aapka post google ke top page par jaroor rank karega ummeed karta hoo dosto aap achchhe se samajh gaye honge ki blog post ko google ke top page par kaise rank karaye yadi fir bhi aapka koi swaal hai to hame tippadi kar.



Previous
Next Post »

please do not enter any spam link in the comment box ConversionConversion EmoticonEmoticon